Ameya

Tuesday 3 December 2019

Baglamukhi dashmahavidya


Friday, 31 May 2013

Best Of Power Full Om Sadhana


Viddhi :- Yeh sadhana bhram muhrat me ki jati hai. yani 4 baje uth kar ki jati hai. subse pehle aap sanan kar le. fir uske bad asan laga le or 10 15 mint bhasrika kare. bhasrika karne ke turant bad aap apni aankhe band kare ke apni dono ankhno ke bich dhayan lagay. or OM ka jap kar lambhi sasan leke, kuch din dard hoga abhyas hone ke satha satha thikh ho jayga. kuch time bad aapko ek bindu dikhai dene lagegi ek parkash nazar ane lagaga jise apka teesra netra jagrat hone lagega. or kundalani jagran hone lagegi.


1. Bharham Chari ka palan kare.
2. Ye sadhana ekant me kare.
3. Ye sadhana bharaham murat me kare yani 4 baje uth kar.
4. Disha Purab ki theek hai.
5. Khusbhu Dar koi Agarbati laga le.

Mantra :-  OM

Aatam Chetna Sadhana


Viddhi :- Yeh sadhana kisi bhi Somwar se ki jati hai or ye shadana sirf 15 din ki hai. or ye sadhana sirf raat me hi jati hai. ye sadhana 10 baje ke bad ki jati hai. is sadhana ke liye safatik mala or aatam chetana yantra ki jarurat hoti hai. disha utar ki honi chahiy yantra ko samne rakh kar safatik mala se mantra jap kare. 51 mala dalay jap karna na, sadhana ke time kuch anubhav hone lagte hai. kuch log dikhai bhi dete hai. last wale 15 din ke bad mala or yantra ko kisi behate huy pani me visarjeet kar de.

Mantra :-  Om Hreem Atam Chetanay Hreem Fat.

Shashi Divya Apsara Sadhana

Paryog Vidhi 

  • Ye Sadhana kisi bhi Friday to Friday ki hai keval 8 din ki hai.

  • Sadhana ke liy Shashi Divya Yantra or Apsara mala anuwariya hai.

  • Yeh Sadhana Raat me ki jati hai 10 baje ke bad Jagah ki koi pabandhi nahi hai kahi bhi kisi jagah par jakar kar sakte hai.

  • 51 Mala, apsara mala se jap kar. Disha Utar ki or mukh kar ke sadhana kare.

  • Yantra ko kisi patar me gulab ke Flower par rakh kar puja kare or kesar ka tilak lagay.

  • Baya Hath se apne dahine hath pe shashi divya apsaray namah likh kar mantra ka jap kare. jab samne aay to aap apne man ki bat keh de.

 

Mantra 

Om Hleem Aagchagach Shashi Divya Apsaray namah.

  

 

Jay Sad Guru Dev

Maha Saraswati maa Sadhana


Viddhi :- Yeh sadhana kisi bhi sukarwar se ki ja sakti hai. ye kewal 8 din ki sadhana hai. isme saraswati yantra or safatik mala ka paryog hota hai. is sadhana se sadak ko sarswati ka gyan milta hai or jo man me ichay hoti hai puri hoti hai. or uske kanth me sarswati virajman hoti hai. jaha sadak apni bate kehta hai log uski bate sunte hi or mante hi hai.

Mantra :-  Om aem saraswatay aem namh.

Thursday, 30 May 2013